top of page
Search

Dil ki Kahaani

  • Writer: shikhar kwatra
    shikhar kwatra
  • Mar 24, 2019
  • 1 min read

tum jo gayi toh

zindagi se kya kho gaya...

beech bhanwar mein

raah pe andhera ho gaya...


kyun chali gayi bin bataye tum

sahmi si hain ye darmiyan..

ab milti nahin woh arziyan

jab raahein khil gayi thi..


kabhi chali aati thi tum

aasmaan ko cheer ke..

mujhe kitna satati thi tum

apni dastaan-e-lakeer se..


kyun roothke chali jaati thi tum

kyun har pal mujhe satati thi tum...

ab na yaad dilao ve hasin lamhe

jab raaste mil gaye the...


ab kya bataun tumhe dil ki kahani..

jab keh na paya apne pyaar ki zubani...

kyunki jaa chuki hai woh mujhe chodkar

ab dubara na aayegi meri zindagi mein lautkar..

 
 
 

Recent Posts

See All
Baatein

Baatein, Meri tumhari Jo do baatein Unkahi si hai Jo raatein Na jaane honge kahaaan Baatein, thehri si jo baatein Humari rozi mulakaatein...

 
 
 
New to Inventing?!

Let’s get you started!!! Think about it for a second – why did Thomas Edison have a thousand patents in his lifetime? How was he so...

 
 
 
The talk - Life

I get up, ready for a new day! "Dusk", yes dusk, dawns upon me flashing rays of inferiority and insecurity rising from previous life...

 
 
 

コメント


Post: Blog2_Post
  • Facebook
  • Twitter
  • LinkedIn

©2019 by SprinkledGrey. Proudly created with Wix.com

bottom of page